Intezaar - ZorbaBooks

Intezaar

Barso se ek as chupi hai dil me

Barso se ek khawb saja hai in akhon me

Barso se ek chahat chupi hai in dhadkano me

barso se ek chehara saja hai in yado me.

Kyun in ankho ko kisi chehare ka as hai

Kyun in kano ko kisi ki ahat ka intezaar hai

Kyun is bechan dil ko kisi ka intezaar hai

Kyun ye maan kisiki yado me pagal hai

Kaun hai wo jisne cheena hai in ankhon se neid

Kaun hai wo jisne chena hai dil ki har umeid

Kaun hai wo jisne jagaya hai ye pyaar

Kaun hai wo jo bhujayega ye aag

Kya wakeyi me hoga mera sapna pura

Kya wakeyi me ayega mere sapno ka rajkumar

Kya wakeyi me le jayega mujhe yahase

Kya wakeyi me karega mujhse pyaar

Intezaar me nazre meri hai bichi

Intezaae me dil hai khoya

Inezaar karti hu mai

Intezaar sirf our sirf intezaar

Leave a Reply

Preethi Chintada