Tum khubsurat ho
Ishwar ne bhi tumhe phursat se banaya hoga
bnakar dekh tumhe muskaya hoga
khud ke klao ka tarif bhi Kiya hoga
soch tu uss ishwar
ke dwara banai gaye dhancha hai sirf
kuch andhruni aur bahari sundarta
tu kuch andhruni aur bahari khamiyu
ka ek Milan ho tum
kyu sunti ho un logo ka
jinhone tumhe banaya nahi hai
khud par itra jara
kyuki ishwar ne
tumhe phursat se banaya hai
tum khubsurti ke Kaya ho
tum khubsurat ho, tum khubsurat ho!